Thursday, September 28, 2023

Hadis Book📚 Sahih Bukhari 3445

main ne Nabi Kareem (sal) se suna, Aap (sal) ne farmaya ”mujhe mere martabay se ziyada na badawo jaisay Esa Ibn maryam Alaihis salam ko Nasara ne un ke Rutbey se Ziyada bada diya hai. main to sirf Allah ka bandah hoon, is liye yehi kaha karo (mere mutaliq) ke main Allah ka bandah aur is ka Rasool hoon. “

Hadis Book📚
Sahih Bukhari 3445

No comments:

Post a Comment